Jai Ambe Jai Jai Durge…………………
Jai Ambe Jai Jai Durge Dayamayi Kalyana Karo...
Aajao Maa Aajao Aakar daras dikha jao...
Jai Ambe...
Kab ke Dwar tihare thade maiya meri mujhpar kripa karo.
Jai Ambe...
Tere daras kay pyase naina daras humme dikhla jao
Jai Ambe...
Ma jai Ma bolo Shera wali Ma……………………
Ma jai Ma bolo Shera wali Ma
Ho-- Jo karti hai Sher sawari, es ki chavvi hai jag mein niyari. Ma--
Ho-- Bhawan Maiya ka sab se nirala, Dar pe aaye karma wala. Ma--
Ho-- Naam Maiya ka amrit dhara, Charno mein bhaiti ganga dhara. Ma--
Ho-- Kaan mein kundal, pao mein payal, Mann ko lubhaye Ma tera anchal. Ma--
Ho-- Jo bhi aaye bhawan tumhare, Bharti Maiya ji uske bhandare. Ma--
Ho-- Jiska naam hai vaishnav maiya, paar uttare sab ki naiya. Ma--
Ho-- Sab karte hai eski pooja, eske sivaey mujhe bhaey na duja. Ma--
Ho-- Jai jai jai Vaishnav Maharani, Teri mahima jaye na bakhani. Ma--
Ho-- Apni marji naal avay, Maiya tu he chitiya pavay. Ma--
Ho-- Digde dha dha uthde bhande, aiyu apne muhu khande. Ma—
Maiya hai meri Sheronwali……………………
Maiya hai meri Sheronwali
Shan hai Ma ki badi nirali
Sacha hai Ma ka darbar
Maiya ka jawab nahi...
Unche parbat bhawan nirala
Bhawan mein dekho singh vishala
Saacha hai maa ka darbar
Maiya ka jawab nahi...
Hathoon mein kangan khan khan khanke
Mathe ki bindiya cham-cham chamke
Lal gale mein haar
Maiya ka jawab nahi...
Meri Maa hai Durga
Maa hai Kali
Bhagatoon ki jholi bharne wali
Karti baida paar
Maiya ka jawab nahi...
Nange paroon Akbar aaya
Naal sone ka chatar chadaya
Door kiya anhankar
Maiya ka jawab nahi...